Aaj hi ke din humne tumko rab se paaya tha
Jannat se tu saath mein khushiyan kitni laaya tha
Ho, aasmaano ko chhoo le tu, yeh dua humaari hai
Apni umar bhi humne toh haskar tumpe vaari hai
Hai tere janam ka ye shubh din, sau baar aaye ye shubh din
Khwaab poore hon tumhare, armaan iss dil ka
Tumko mubaarak ho yeh pal apne janamdin ka
Bhavya, tu jaan se pyaara
Tu hi sansaar hamara hai
Bhavya, tu jaan se pyaara
Tu hi sansaar hamara hai
Aaj tumhara…
Aaj tumhara hai janamdin, dua yeh honthon par
Aaj tumhara hai janamdin, dua yeh honthon par
Muskurate tum raho phoolon sa khilkar
Bhavya, tu jaan se pyaara
Tu hi sansaar hamara hai
Bhavya, tu jaan se pyaara
Tu hi sansaar hamara hai